Add Your Own Groups In This Site.



KOKRAJHAR GIRL'S and BOYS GROUP 💝🫶✌️
✅ Group ke liye Important Rules:- 1. Respect sabke liye: Kisi bhi member ke against badtameezi, mazaak udaana, caste/religion/gender par comment allowed nahi hai. 2. Koi adult ya vulgar content nahi: Group ek public jagah hai, to koi bhi inappropriate photo/video ya baat na karein. 3. Forwarded messages limit mein: Har kisi ko news ya jokes pasand hai, par roz 10-20 messages forward karna irritate kar sakta hai. 4. Politics aur religion ki debate na ho: Har kisi ka opinion alag hota hai. Group mein unity bana ke rakho. 5. Admin ki permission se hi promotion ya links: Apna YouTube, business ya kisi aur group ka link bina admin ki ijazat ke na bhejein. 6. Inactive members ko time-time par remove kiya jaa sakta hai. 7. Har roz 'Good Morning' ya 'Good Night' spam avoid karein. Important baatein ho to hi message bhejein. 8. Koi dikkat ho to admin ko personal message karein. ❌ किसी भी member को बिना इजाज़त के personal audio/video call करना सख्त मना है। अगर कोई ऐसा करता है, तो उसे group से remove किया जा सकता है।

In Process... Please Wait a Moments!

WhatsApp Group Links